Faça login para habilitar sua assinatura e dê adeus aos anúncios

Fazer login
exibições de letras 3

Hai koyi khwaab ya khushi
Jo saath hai ab mere
Bolu yeh kaise

Tera hi tha tera hi hai
Jo paas hai sab mere
Bolu yeh kaise

Baatein hothon pe thehar si gayi
Baatein raahon mein bikhar si gayi

Tu dil ki baat jaan le
Yeh bolde tum mere
Bolu yeh kaise

Tera hi tha tera hi hai
Jo paas hai sab mere
Bolu yeh kaise

Meri khamoshi ko jaan le
Kaam tere bin mera na chale
Ho

Tum aur main dono dono
Aur safar
Tum aur main dono dono

Raahein tanha tanha si
Dil yeh behka behka sa
Leke aayi hai subah
Jaise ishqiya hawa

Maine aise hi jeena hai
Matlab ke tum ho meri
Ho ho bolun yeh kaise

Ab aur kya hai mangna
Tu hai meri toh har dua tu hai
Ab kya Maine chahna tu hai
Meri har dua tu hai

Tumse milta julta hoon
Dheere dheere khulta hoon
Main hoon chahaton ka din
Tumse milke dhalta hoon

Maine aise hi jeena hai
Matlab ke tum ho mere
Ho ho

Tum aur main dono dono
Aur safar
Tum aur main dono dono

Raahein tanha tanha si
Dil yeh behka behka sa
Leke aayi hai subah
Jaise ishqiya hawa

Maine aise hi jeena hai
Matlab ke tum ho meri

Hai koyi khwaab ya khushi
Jo saath hai ab mere
Bolun yeh kaise

Tera hi tha tera hi hai
Jo paas hai sab mere
Bolun yeh kaise

Adicionar à playlist Tamanho Cifra Imprimir Corrigir
Composição: Irshad Kamil / Shankar Ehsaan Loy. Essa informação está errada? Nos avise.

Comentários

Envie dúvidas, explicações e curiosidades sobre a letra

0 / 500

Faça parte  dessa comunidade 

Tire dúvidas sobre idiomas, interaja com outros fãs de Armaan Malik e vá além da letra da música.

Conheça o Letras Academy

Enviar para a central de dúvidas?

Dúvidas enviadas podem receber respostas de professores e alunos da plataforma.

Fixe este conteúdo com a aula:

0 / 500


Opções de seleção